Table of Contents
Islamic Poetry in Urdu
Islamic Poetry will illuminate your hearts with the light of spirituality. Muslim believers all throughout the world Especially those who speak Urdu have a particular place in their hearts for Urdu Islamic poetry. The profundity of its lines encapsulates the brightness of faith, devotion, and the holy. These Islamic poetry in urdu 2 lines are short but effective. Islamic poetry with two lines can highlight your deep love for Islam more strongly.
Islamic Shayari or poetry serves as a bridge between the human and God. It allows individuals to express their love, devotion, and supplication to the Allah Almighty. Beyond their aesthetic value, these lines frequently include deep teachings and wisdom that provide direction and comfort to those who need it. Islamic poetry has been significantly influenced by Sufi poets. Their poetry explores the heights of devotion and oneness with the Divine as they delve into the spiritual worlds. In Sufi poetry, the theme of love—God and human—recurrences frequently. It stands for the soul’s ultimate unification with its Creator.
So hope this poetry will be a cause of spirituality for you Be sure to share Islamic poetry in Urdu 2 lines of text and religious images on social media and WhatsApp.
Islamic Poetry in Urdu 2 Lines Text With Images
We are bringing you a collection of Islamic Poetry in Urdu 2 Lines of Text and Images in which Islamic Poetry will consist of only 2 lines and the text is in Noto Nastaliq urdu font style. You can also copy and paste this text and send it through a message to a friend And don’t forget to share images.


خدا سے مانگ جو کچھ مانگنا ہے اے اکبرؔ
یہی وہ در ہے کہ ذلت نہیں سوال کے بعد
ḳhudā se maañg jo kuchh māñgnā hai ai ‘akbar’
yahī vo dar hai ki zillat nahīñ savāl ke ba.ad


تیری بخشش کے بھروسے پہ خطائیں کی ہیں
تیری رحمت کے سہارے نے گنہ گار کیا
terī baḳhshish ke bharose pe ḳhatā.eñ kī haiñ
terī rahmat ke sahāre ne gunahgār kiyā


گناہ گن کے میں کیوں اپنے دل کو چھوٹا کروں
سنا ہے تیرے کرم کا کوئی حساب نہیں
gunāh gin ke maiñ kyuuñ apne dil ko chhoTā karūñ
sunā hai tere karam kā koī hisāb nahīñ


گل غنچے آفتاب شفق چاند کہکشاں
ایسی کوئی بھی چیز نہیں جس میں تو نہ ہو
gul ġhunche āftāb shafaq chāñd kahkashāñ
aisī koī bhī chiiz nahīñ jis meñ tū na ho


ہیں وقف جان و دل مرے اس کام کے لیے
پڑھیے درود رہبر اسلام کے لیے
haiñ vaqf jān-o-dil mire is kaam ke liye
paḌhiye darūd rahbar-e-islām ke liye


تعریف اس خدا کی جس نے جہاں بنایا
کیسی زمیں بنائی کیا آسماں بنایا
tārīf us ḳhudā kī jis ne jahāñ banāyā
kaisī zamīñ banā.ī kyā āsmāñ banāyā


بخت میرا جو محبت میں رسا ہو جائے
میری تقدیر مدینے کی فضا ہو جائے
baḳht merā jo mohabbat meñ rasā ho jaa.e
merī taqdīr madīne kī fazā ho jaa.e


اک رند ہے اور مدحت سلطان مدینہ
ہاں کوئی نظر رحمت سلطان مدینہ
ik rind hai aur mid.hat-e-sultān-e-madīna
haañ koī nazar rahmat-e-sultān-e-madīna


قوتِ عشق سے ہر پست کو بالا کردے
Quwwat e Ishq se her past ko bala ker de
دہر میں اسمِ محمدؑ سے اُجالا کردے
Dahar mein isme Muhammad se ujala ker de


یہی مسجد یہی کعبہ یہی گلزارِ جنت ہے
Yahi masjid yahi kaaba yahi Gulzare jannat he
چلے آوں مسلمانوں یہی تختِ محمدؐ ہے
Chalo Ao musalmano yahi takhte muhammad he
Islamic Shayari Urdu
A collection of Islamic poetry in Urdu by famous Poets that you must share this Islamic Shayari


توحید تو یہ ہے کہ، خدا حشر میں کہہ دے
یہ بند ہ عالم سے خفا میرے لیے تھا
Toheed To Yeh Hai K Khuda Hashar Main Keh De
Yeh Banda Aalam Se Khaafa Mere Liye Tha


میں کیسے مان لوں کہ کوئی میرا نہیں رہا
Main Kese Man Loon Ke Koi Mera Nahi Raha
جب تک خدا کی زات ہے تنہا نہیں ہوں میں
Jab Tak Khuda Ki Zaat Hai Tanha Nahi Hoon Main


آنکھ اشک بار سہی، دل یہ گنہگار سہی
Aankh Ashkbaar Sahi, Dil Yeh Guneh-gaar Sahi
بندہ تو تیرا ہوں، بندا یہ خطا کار سہی
Bandah To Tera Hon, Bandah Yeh Khata-kaar Sahi


سودا گری نہیں یہ عبادت خدا کی ہے
Soda Gari Nahi Ye Ibadat Khuda Ki Hai
اے بے خبر جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے
e Bekahabr Jaza Ki Tamanna Bhi Chor De


!تو نے چکھی ہے فقط گناہوں کی لذّت
تو کیا جانے ذکر الہی میں ہے سرور کتنا
Tu Nay Chakhi Hai Faqat Gunahon Ki Lazat
Tu Kya Jany Zikr e Ilahi Main Ha Suroor Kitna


کی محمّدﷺ سے وفا تو نے ہم تیرے ہے
یہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہے
Ki Mohammad Say Wafa Tu Nay To Hum Tery Hain
Yeh Jahan Chez Hai Kiya Looh o Qalam Tery Hain


مایوس کیوں کھڑا ہے؟
الله بہت بڑا ہے
Mayoos Kyun Khara Hai
Allah Bohat Bara Hai


نشان سجدہ سجا کر بہت غرور نہ
کر وہ نیتوں سے نتیجے نکال لیتا ہے
Nishan e Sajda, Saja Kar Boht Gharor Na Kar
Woh Neyatoon Say Natijy Nikal Leta Hai


جھکتے ہیں دانش جہاں زمانے کے بادشاہ
کبھی تو دیکھ لوں میں وہ دربارِ مصطفیٰﷺ
Jhukty Hain Danish Jahan Zamany Kay Badshah
Kabhi To Daikh Loon Main Woh Darbar e Mustafa (SAW)


Meri Zindgi Ka Maqsad Tery Deen Ki Sarfaraziمیری زندگی کا مقصد تیرے دیں کی سرفرازی
میں اسی لیے مسلماں، میں اسی لیے نمازی
Main Issi Lye Musalman, Main Issi Liye Namazi
Islamic Shayari with only Text
مجھے زندگی میں قدم قدم تیری رضا کی تلاش ہے
تیرے عشق میں اے الله مجھے انتہا کی تلاش ہے
Mujhy Zindgi Main Qadam Qadam Teri Raza Ki Talash Hai
Tery Ishq Main Aye Allah Mujhy Intaha Ki Talash Hai
پہلے مسجدیں تھیں کچّی تو پکّے تھے نمازی
آج مسجدیں ہیں پکی تو کچے ہیں نمازی
Pehly Masjadain Thi Pakki To To Pakay Thy Namazi
Aj Masjadain Hain Pakki To Kachy Hain Namazi
دل پاک نہیں تو پاک ہوسکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت
Dil Pak Nahi To Pak Ho Sakta Nahi Insan
Warna Iblees Ko Bhi Atay Thy Wazoo Kay Faraiz Bohat
ہمارا ہر کام آسان ہوگا
جس دن کا پہلا کام نماز ہوگا۔
Hamara Har Kaam Asaan Ho Ga
Jiss Din Ka Pehla Kaam Namaz Ho Ga
سجدوں سے تیرے کیا ہوا صدیاں گزر گئیں
Sajdon se tairay kya huwa sadiyan guzar gayeen
دنیا تیری بدل دے وہ سجدہ تلاش کر
Duniya teri badal day woh sajda talaash kar
Final Word for Islamic Poetry in 2 Lines
Islamic poetry in Urdu 2 lines have an unparalleled impact in the world of Islamic poetry. It offers a profound connection to the Divine by fusing the strands of religion, emotion, and knowledge. Delivering the message of Islam to the people in the form of poetry, through Images, and through text in social media. Be sure to support our Urdu platform called Urdu Elam.